**RoMaNtIC WeAtHeR**

Re: RoMaNtIC WeAtHeR

Multan main freezing weather chal raha hai…:eek: Aik to Multan garmiyon main intehayi garam keh + 55 aur sardiyon main intehayi sard keh -4, ab kiya karain. Muree aur Sibbi kay mazay Multan main aik saath.