Muhabbat Phool Hay Jaanaa'n ' Kaho tou Phool ban Jao'n
Tumhari Zindagi Ka Ek Hasee'n Usool Ban Jao'n
Sunay Rait Par chal kar Tum Aksar Mehak Jaatay Ho
Kaho Tou Ab Baar Main Zamee'n Ki Dhool Ban Jao'n
Buhat Naayaab Hotay hain Jinhain Tum Apna Kehtay Ho
Ijaazat Do K Main Bhi Is Qadar Anmol Ho Jao'n