Romantic Challenge

Re: Romantic Challenge

Woh mera ho jo ankhon main haya rakhta ho,
saath chalney ka azm-e-wafa rakhta ho,
naaz us ke na uthaon to nakhray na karey,
gham seh kar bhi hansne ki ada rakhta ho.