robery...........

nai nai…bank nai…zardari kaa ghar looT kar aayaa huN…:wink:

**
nai, police nai legii rishwat…ek chor kaa maal khaanaa aasaan nahiiN…zardaarii ko looT kar aayaa huN…uskaa maal nahiiN khaa paauuNgaa na :hehe:**

**
hahaha…bataya to zardari ke ghar Daaka Daalaa thaa … chor chichhor niklaa…saaraa maal swiss bank meN rakh rakkhaa hai…satyaanaas ho media waaloN kaa k Ghalat Khabar de di :(**