Ro Imran Ro - Go Imran Go

Re: Ro Imran Ro - Go Imran Go

mein u key zahniat sey bara mutsir howa hon. MashaAllah kia saleeqa paya hey coment karney ka :cobra:

Kabhi Danish School ka naam suna hay ?
kabhi lower punjab mein gey ho ?
kabhi lower Punjab aor baqi soboon ka school ka mawazna kia hay ?
Karachi k schools aur un k mayyar ka mujhey achi tarah pata hay ?

batein karni asan aur amal karna mushkil hota hey buzargon :cobra: