Re: Rishta
Uper khana kis ne manga mufta sahab ?
khana chaye toh berten b saaf krne preyn gay , ye offer sirf tere liye hy ![]()
tu ne sheyr post kiya hm joke post kreyn gay
for asif
ek dost dusre se :
parsu tmri biwi k sath larayi hui thi, sulah ho gyi ?
dusra dost jo asif jaisa tha :
fakhr se , haan ho gyi , kal ghutne tayk k ayi thi sulah krne
pehla dost :
acha wo kaise ? ![]()
dusra dost :
wo ghutne tayk k maire paas ayi aur boli janu bed k niche se aa jao ab kch ni kahun gi ![]()