Re: Rishta mubarak ho attia
^ acha nahi yaar mujay koi shadi shuda say shadi nahi karnee ![]()
waysay aj kal kay larkay are either married or have bf ![]()
pata nahi the whom i will marry us kay kitnay biwi hongay ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
^ acha nahi yaar mujay koi shadi shuda say shadi nahi karnee ![]()
waysay aj kal kay larkay are either married or have bf ![]()
pata nahi the whom i will marry us kay kitnay biwi hongay ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
kio tum ko kia jaldi hay ![]()
if u want him u can have him ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
haan yeh baat bhi hai…aaj kal ke larke kuch saada hi bhigar gayen hai ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
yahoooooooooooooooooooo draw main mera naam nikla hai attia meri howi :bhangra: ao Hh moto ao bhangra pao ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
Attia dear udas na ho wo donon bhee abhi kunwaray hein :D… nanhay munhay bachay :halo:
Re: Rishta mubarak ho attia
mujhe bhangra nahi aata ![]()
tum sikha du motay aalo ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
bachpan main langri pala nahin khela tha kya ![]()
bus aik paon par khari ho kar chalange marti raho ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
langarii pala kia hota hai ![]()
lol.. jee nahi jee bhangra aisa nahi hota :love: ..
Re: Rishta mubarak ho attia
may nay ak shart rakee hay ![]()
if u did that.. then Yeah otherwise NEXT PERSON PLS ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
yeh bachpan main bache hote the na tab khelte the aik paon par ![]()
acha
mughe to itna hi ata hai ![]()
Attia : nahinnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn shabbooo tum aesa nahin kar sakti ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
^ per mar sha.. ma sara khabaray makawa ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
bachpan mein bachay hotay thay
laholwala Quwat
kia urdu hai… bachpun kehte hee us waQt ko hein jub bachay hote hein :halo: DMuuu tusi bilkul painduu ho ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
tumhen sahi se samjhana chah raha tha na kya karon tumhari sohbat ka asar hai moto ![]()
Atto aese to na kaho ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
aywen mein.. meri sohbat ka aser hai k tum mein thori thori aQal hai warna haal hee bey-haal tha :nahnah:
Re: Rishta mubarak ho attia
lolz aunty ki baten to suno zare lolz aqal naam ki cheez tumhare kareb se bhi nahin guzri ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
haan Qareeb se guzrii nahi ander mujood hai.. :p
Re: Rishta mubarak ho attia
khush fehmi main sari zindagi guzar dena tum moto ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
jee nahi jee.. m not khush fehm ![]()
PS: i m bored. ![]()
Ps2: i m having headache. ![]()
Re: Rishta mubarak ho attia
sir to mera dard karna chaiye tum kyun ro rahi ho jao penadole khao ![]()