Re: Rigging in 2013 elections
jis mulk ki judiciary n media azad na ho uss ka kya ho ga, mujhe lagta hai baut fight krna pary ga phr bhi pata nhi khuch hota ha k nhi kyun k sub milay huay han, zardari, gen kiyani , chudary iftikhar sub ki retirement kareeb sub chup kr k bhetay han, jab pura khala k loot le gay, jab ek ani bhi nhi reh gi tab bhi pata nhi hamari jan chute hai k nhi ![]()