Re: Riddle time
ab to biwii hii u kaa kaan pakaR ke saarii dunyaa dikhaayegii! ![]()
ajii mere bharose na rahnaa…meraa to ab case yeh hai k “kaahe ko 9 man tel hogaa aur kaahe ko Raadhaa naachegii!”
tum apnii haath peele karo. shaayad isii bahaane meN bhii laal ho jaayeN! ![]()
**jawaab zaraa der ke ba’d detaa huN **![]()