Aisha dubai wali hum wo hain jin ka zikr haseenaein karti hain:shikra:
hum aap ke juwaab say khush hue nanhi murgi
:aq: akar ke kis ko dikha rahi hain aap?
ap jahan rehti hain wo ghar bhi hum he nay aap ko enayat kiya tha:snooty:
:aq: gali mat dein .aap to khud kali hain zubaan bhi kali ho jae ge
aap ne hamara dil khush kar diya.Bhabhi jee ko koi eteraaz to nahoga?
jee kyun nahi unki imdad aur bawarchi khanay main hath batanay ke liye zaroor laein ge