Re: Saudi Arabian Airlines

Re: Saudi Arabian Airlines

achchhaa…very good…to kia Saudi Airlines ke planes ke andar photography/video banaanaa allowed hai?

jo log kisii aur mulk jaane ke liye Saudi Arab ke kisii shahr [Riyadh yaa Jeddah] meN badalte haiN unko transit visa kii zaroorat paRtii hogii…

maiN Toronto se via Jeddah Delhi jaanaa chaahtaa huN…kia mujhe Jeddah meN plane change karne ke liye visa chaahiye hogaa…yeh sawaal thaa meraa.