Re: Saudi Arabian Airlines
jo bhi suna hai sahi suna hai mera cousin hai wahan pe, aur kafi logon ne bataya hai Saudi bahut racist hain aur mulk tu unka sub expats chala rahe hain par gharoor unhein pata nahin kis baat ka hai aur Pakistanion ki reputation tu Mash Allah aapko pata hi hai tu unki zara ziada khati madarat karte hain ![]()