Rate how has been your day today

Re: Rate how has been your day today

**jahaN tak gunaah kii baat hai maiN yeh kahuuNgaa k Ghaib kaa 'ilm sirf aur sirf Allah ko hai aur is meN yaqeen rakhna gunaah kaa kaam hai…iskii momaani’at aayii hai deen meN…tavahhomaat [superstion] shirk kaa ek Hissa hai. Khair…

…kiskaa naam? meraa naam to lambaa nahiiN hai :D**