Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
Chalo g mein nay tou suggestion paish key thi
aab tum khud he to kah rahi thi :aq: aab pooch lo logoon say ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
Chalo g mein nay tou suggestion paish key thi
aab tum khud he to kah rahi thi :aq: aab pooch lo logoon say ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
bht achi slah thi
chalo pooch lain ge
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
theek hay ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
mujhe bhi ice cream do na
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
udhar li thi yah lo
nadeedi
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
thanx:hugz:
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
mention not ![]()
aab yah naheen doon ga ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
yeh bhi do na
tum mere frnd ho na to de do
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
yaar tumhara pait hay kah kunwan ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
kunwan:cb:
subah se nashta bhi nhi kiya
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
Tabhi u kay munh say ittni bo aa rahi
Jao paste kar k aoo ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
woh ker k bethi hoon
main tumhare jaise nhi hoon
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
bhookay pait to iss he tarah hota hay ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
Rashid bhai! ne apna introduce karwaya kiya ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
woh naraaz lagtay hain ![]()
waisay kissi k zariya paighaam bhijwaya hay
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
yaar 4 din ki chandani phir andheri raat hay bhala is mein naraaz hone wali koun se baat hy ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
u r right yaar leekan yah loog bhi na
dil ko laga kar baith jatay hain choti choti baat … yah kub baray hoon gay ![]()
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
yeh bary ho bhi jain to koi faida nahi in ka brain to small hi rehy ga :D
Re: ▼ Rashid Bhai SMS Wallay ▼
exactly
yah woh baray hain jo baray ho kar bhi chotay he rahtay hain ![]()