Re: Random
^ kyo k ye GS cafe hay ![]()
Re: Random
^ kyo k ye GS cafe hay ![]()
Re: Random
koi shor sharaba hona chhaiye..
Re: Random
bohat shoorh sharaba hota tha yaha per and us waqt lougo ko shoor sharaba acha nai lagta tha ![]()
Re: Random
kyunke aap jo yahan nahi aate ![]()
Re: Random
aor aap ![]()
Re: Random
around 39 days left then blessed month will start
i am ready for that ALLAH sab se pehle tu zingdi day, us k baad himat ar sehat de takay ramzan k months ki barakaat ka barpoor faida uthaya ja sakay ![]()
Re: Random
hum to atay jatay rehte hain … aap ko kam kam dekhta hun aaj kal … tusi kithay gayab ho … ?
Re: Random
In Sha Allah .. Allah himat aur takat aur taufeeq atta kare hum sab ko rozay rakhne ki … ramzan ka bhi apna hi maza hai …
Re: Random
Aameen ![]()
Ji bilkul durst farmaya aap nay
however I have seen many people jo hattay kattay ho kar b roza nai rakhte ![]()
Re: Random
apun apne bike ke pas ![]()
Re: Random
aameen.. :k:
Re: Random
that’s good ![]()
hum busy hain kaam shaam me.. bas kuch din baad timetable change ker lunga inshaALLAH..
aur sunaen kese hain aap??
Re: Random
kyo aap ka bike bhaag jata hay kaya ![]()
![]()
Re: Random
yehi to masla hai, bhaagna to door wo to hil bhi nahi raha kuch din se, kal ab usko urana hai ![]()
Re: Random
started walk again ![]()
on average 6 KM in 1 hour ![]()
Re: Random
matlab us masoom ko aap nay rassiyoon say band kar rakha howa hay
sab bikes ko aap k khilaaf mil kar case karna chiye ![]()
urana…
wo bike hay jahaz nai ![]()
Re: Random
Garmi ![]()
Re: Random
Rassiyon se bandhna aur wo bhi mene?? me zalim nahi hoon.. mene usay zanjeeron se bandha hua hai ![]()
case mat kerwaen plz mera wakeel bohat busy hai ajkal pizza khane me ![]()
irada to yehi hai ![]()
Re: Random
Very busy day was out from office
Re: Random
Shukr hai aaj hamari jaan chuti hui thi aap se
![]()