Random

Re: Random

haan yaar, is say ziada dukh dene wali cheez aur koi nahi, mujhe is dukh ko sehtay 11 saal guzar gaye hain.. us din se dil pe pathar rakh ke jee raha hoon.. ALLAH sabke walidein ko lambi aur tandarust zindagi de, aameen…