Ramdan Special => Daily Ebadaat

Sis personly ham ne yeh khud nahi likhe :) yeh pakiza 2008 main darj thay aur alhamdulilah main amal ekr chuki hoon aur is ka result bhi hasb e tuwaqo hota hay baqi ism e aazam ki alaida s ebaat ki jaye tadaad k hawlaay s ek itni daffa aprhnein to aksar maqasaid k liye ism e aazam parhne k liye asma ul husna ki book main darj hay k is mqsad k liye itni daffa aprhein main ne yehd etail jis mag s eli bata di aap ko k wahan ais elikha tha khu alst ramdna main aprh chuki hoon tabhi ap sab se share kiya kune k yeh faiday k liye tha aur ramdan se related tha aam zindagy main farmaya gaya hay k gussa aaye to beth jayein bethein hayn to kharay ho jayein ya pani piye Rozay main pani piya nahi ja skata uthne ebthne s ebhi akm na ho to yeh aprh lein umeed hay tasali bakhsh jawab de payi hono gy tc fi aman ALLAH