Re: Ramadhan Month is “blessing” for Pakistanis or…
musalmaan jahaN jahaN haiN vahaaN vahaaN tamaam hotaa hai…mere shahr Lucknow, AligaRh aur Allahabad meN to yehii dekhaa hai bachpane se…ramadhaan meN ashiyaa kii qeemat meN be-taHaasha izaafa…eid aate aate to Ghorabaa ko apnii sadarii bech kar paijaama Khareedne kii naubat aa jaatii hai! ![]()