Re: RAMADAN MUBARAK TO ALL
nahiiN nahiiN baba, Khudaa kii qasam mujhe zarra baraabar bhii buraa nahiiN lagaa…sachchii! ![]()
buraa shaayad is liye maanaa jaataa hai k vahaN lafz “Khair” kisii cheez ko Taalne yaa uskii ahmiyat ko kam karne ke liye bolaa jaataa hai…jaise, aap agar kisii ko kuchh samjhaa na paayeN yaa dusraa samajhne se qaasir ho to aap kahte haiN…“Khair, haTaaiye yeh baat!” … bas ilaaqaaii farq hai! ![]()