Re: RAMADAN MUBARAK TO ALL
bilkulā¦dil kartaa hai abhii apne faaKhte pe baiTh kar uRte huye watan pahoNch jaauuN! ![]()
hahahaā¦Bharat maan lolzā¦haN vahaN sikh hii sikh haiN aur ek shahr aur hai jiskaa naam hai Mississaugaā¦magar, chuN k vahaaN bahooot sii Pakistani aurteN apne bachchoN ko le kar rahtii haiN jinke shawaahir Middle East meN rahte haiNā¦to, us shahr ko ham mazaaqan Mrs. Agha kahte haiN! ![]()