Re: Ramadan, Masjid aur chori
Ab hua na masla hall… aik do aisay haadson k baad khud bakhud aqal aa jaati hai . ![]()
chapal aisi pehn k jaao k chor ko khud sharam aa jaaey k mein itna nakamma aur ghatiya insaan hoon k iss buri haalat chappal ko main nahi maaf karta..
Masjid hoti to Allah ka ghar hai lekin kis ne kaha k masjid mein shaitaan nahi ghuss sakta.. agar shaitaan ghuss sakta hai to chor to bechara phir apni shaam ki purri k liye 2 rupay jama kar raha hota hai…