...Rain...

Re: ...Rain...

Aik daffa mainne bi apni gaari zoo kay saath deewar hai , udhar park ki thi, subah utha to dhulli hoyi thi. Aglay din pata challa kay deewar kay doosri taraf 4 haathi thay, aur us din unhe 100 liter paani peenay ko mila tha, jis mai say 80 liter unho nay baaltio say deewar ki doosri taraf phenka, jab wo pee chukkay thay, aur wo ho chukka tha.