Raaz ki baat

Re: Raaz ki baat

raaz ki baat ( jao hum bhi nahi bataty)

Re: Raaz ki baat

Phir kaha kio nahi :naraz:

Re: Raaz ki baat

tum kyun naraz ho ker beht gai?

Re: Raaz ki baat

tum aa gai na abb theek ho gaya :blush:
betaoo paper kessa gaya :slight_smile:

Re: Raaz ki baat

paper was ok :bummer:
i hate maths, mujhe bilkul pasand nehi working out aur unhoun neh paper mai working out tous di :aj:

Re: Raaz ki baat

gussa met kero mai unhay samjha do ga again nahi kertay gay OK :smiley:

Re: Raaz ki baat

:rotfl:
kaash tumhare samjhaane per voh samajh lein baat magar ye unki samjh mai kabhi nehi samajh aie ghi

Re: Raaz ki baat

Kio waha lay day ker kaam nahi chalta :halo:

Re: Raaz ki baat

:bummer: nehi
yahaan nehi chalta :grumpy:

Re: Raaz ki baat

can i also know..i love gupaan:D

Re: Raaz ki baat

RIshwat daynay wala jahannumi hay :snooty:

Re: Raaz ki baat

Loo jee 100 chuhay kha ker police walay Hajj ko chalay:hoonh:

Re: Raaz ki baat

:rotfl:

Re: Raaz ki baat

Kia howa :hoonh:

Re: Raaz ki baat

tumhari shakal dekh ker lout poot rehi houn :p

Re: Raaz ki baat

to theek kissi aur ki shakal met dekhna :blush:
10 minutes k bad miltay hai kissi ko drop ker doo zara sorry:)

Re: Raaz ki baat

Tujhay main Police wala lagta hoon :aj:

Re: Raaz ki baat

yeh laal tamatar ban ker kyun uchal rehain hain bhai saab?

Re: Raaz ki baat

^Khala main kissi ka bhai naheen banta yeh DUKHI Bhai Ka kaam hay :smilestar:

Re: Raaz ki baat

to ab mai khala kahaan seh ban gai :naraz: