Raaz ki baat

Re: Raaz ki baat

Kiyo aap meray lagtay kiya haiN :snooty:

Re: Raaz ki baat

tumhara raaaz kholoun mai phir :hoonh: multinicker :snooty:

Re: Raaz ki baat

woh to bichara her waqt tumharay pass aanay ki koshish mai hota hai lekin kabhi kabhi uss ki cycle puncture ho jati hai na iss liye late ho jata hai sorry for that

Re: Raaz ki baat

:eek:
MultiKnicker???
yaar dukhi tumne kitni chaddian pehni huei hian ?

Re: Raaz ki baat

iss naY kittni chaDiyaaN pehni huee haiN???

Re: Raaz ki baat

arre oh
abhi pehle keh rehai the keh aankh lar gai
ab tire puncture kah excuse maar rehai ho :smilestar:

Re: Raaz ki baat

Mai multinicker nahi mai multipajama hoo:D

Re: Raaz ki baat

:eek: :eek: :eek: oye … are u my multi nicker :eek:

Re: Raaz ki baat

:rotfl:
ek hi baar hum dono neh post kiya aur ek hi baat :rotfl:

Re: Raaz ki baat

mai baysharam nahee houn :snooty:

AQ = PG :snooty:

Re: Raaz ki baat

:rotfl:
phir seh ho geya :rotfl:

Re: Raaz ki baat

tumhari TIND karnay paray gi :hoonh:

Re: Raaz ki baat

Please ye family forum hai yaha chaDiyoo ka hisab met keroo

Re: Raaz ki baat

acha agar chadiyaan nehi batani
nicks to batao

Re: Raaz ki baat

Dukhi bata doun :D?

Re: Raaz ki baat

mujhe yeh ek clue lagta ahi

(mai urdu lafz bhool gai clue = ?)

Re: Raaz ki baat

her waqt apnay business k baray mai sochtay hoo chacha nai :naraz:

Re: Raaz ki baat

to batao nah EMM

Re: Raaz ki baat

yaar naam hee lenaa thaa tau kissi dhanG kee cheez kaa lenaa thaa naa :frowning:

Re: Raaz ki baat

beta doo *btw mashraki larkiyaa apnay unn ka nick nahi laity :D