Re: r u zinda or ta binda ?
4 saal is college ka logo apnay uniform ki pocket per Chaspaan ker kay phirtee rahee hoon ..abhi bhi mujhay naam na yad ho ga to app ko ho ga smilestar
ik to ghalat likhtay hain opper say mantay bhi nahee*naraz*
...
kiss nay kaha tha k do saal ka course 4 saal main karain ? :-p
waisay my home is close to it, just 1-2 km behind at M. Ali road :-p ...
oh samjh aaya, sirf naam yaad karnay k liay 4 saal guzaarnay paray :-p ...
hehe
acha have to leave, babye... cya all ... :-)