Re: R u in Love?
aabh aap ko na jahne kab ho ga pyaar
Re: R u in Love?
aabh aap ko na jahne kab ho ga pyaar
Re: R u in Love?
daikhooo kab tak hota ha
tumhain to kitni he bar ho chukka ho ga
Re: R u in Love?
haan hua hai na meri billi se rooz hota hai mujhe us se
Re: R u in Love?
kitni billian hain - app ka pass?
Re: R u in Love?
mere pass sirf ek billi hai
Re: R u in Love?
how old is she?
mere pass sirf ek billi hai
aur khud kya bagar billi hoo???
Re: R u in Love?
3 month......very funny
Re: R u in Love?
numan bhai ap ko b billi chahea ksa ma tu bohat moti moti billiyaan hoti hain
Re: R u in Love?
yaar Billion sa motay choohay hotay hain , jo Billion ko be dara daitay hain
aour mujhey nahi chahiyaaa
i m not found of pets
Re: R u in Love?
tu phir itnay tajussus se kyou poch rahy ho
Re: R u in Love?
Bili ki age zayada howi ha - to aous ki shadi ka b koi khayal ha ka nahi :D
Re: R u in Love?
![]()
Re: R u in Love?
ehwahi time pass karan daye ne tuh wih karna wah…shadi aur billi ki aap ne karni hai use se shadi kar loo bohaat cute hai aap ko bohaat khush rakhe gih ![]()
Re: R u in Love?
tu ethay time pass e karn aya hor kee mai katab likhan aya waan
Re: R u in Love?
aous ka sath koi aour be aaye ga?
Re: R u in Love?
jahez ma kya doo gee dard
Re: R u in Love?
haan us ke sab yamm kahne jase rat kakarooch etc etc cahiye yeh sab jaheez main aaye gah
Re: R u in Love?
Nahi
meri taraf sa inkaar ha
Re: R u in Love?
kyu kuch aur cahiye kya aap ko