Re: R u in Love?
bahir ki kyu nahi hai sirf andar ki hi kyu hai ![]()
Re: R u in Love?
bahir ki kyu nahi hai sirf andar ki hi kyu hai ![]()
Re: R u in Love?
dil laga na dil jalay say dil jal jaeyyyyyyyyyyyyyy ga
ishq kerna, ishq he tujhay tarpaaaaaaaaaaaaaaaaaaaey gaaaaaaaaaaaaaa
![]()
Re: R u in Love?
Amarbail tum logoun per nazer rakhtay ho aur koi kaam nahi hai kya
![]()
Re: R u in Love?
yaa be bara kaaam ha
Re: R u in Love?
g g waqai tum lerkoun ko kitna shonk hai lerkiyoun per nazer rakhnay ka ![]()
Re: R u in Love?
larkian be aisi lia khush rahti hain ka koi nazar rakhna wala ha
agar tum logon ka koi nazar na rakhay to kaya bana tumhara
Re: R u in Love?
aap larke hoo yah larki hoo meetnauman
Re: R u in Love?
LARKA
yaar meri profile ma Ja ka daikh lo - i have mentioned it there
Re: R u in Love?
isiliye itni tareefe kar rahe hoo larkion ki ![]()
Re: R u in Love?
Kon si tareeef ki?>
larkian be aisi lia khush rahti hain ka koi nazar rakhna wala ha
agar tum logon ka koi nazar na rakhay to kaya bana tumhara
yeh walli TAREEFE
yeh walli TAREEFE
Ais ma tareef kon si ha
ya to bat ka jawab dia ha
Re: R u in Love?
har koi asa toh nahi hota
Re: R u in Love?
ma zara wakraa type da waan ;)
Re: R u in Love?
nomi: larkiyon pe nazar rakhna chor do :p eyesight weak ho jayegi
Re: R u in Love?
main aap ki nahi larkioon ki bhaat kar rahi hoon ke har larki asi toh nahi hoti
nomi: larkiyon pe nazar rakhna chor do :p eyesight weak ho jayegi
hahahaha
agar already weak ho tooo
main aap ki nahi larkioon ki bhaat kar rahi hoon ke har larki asi toh nahi hoti
haan koi 100,000 ma sa 1 wakree hoti ha
Re: R u in Love?
very funny toh har larkaa bih asa hi hota hai unhe sharam nahi aahti ase ghoorte hue larkioon ko kya unh ke ghar main maa behne nahi hoti
Re: R u in Love?
lol
wohi ghissa pita dialogue
Re: R u in Love?
yeh dialogue nahi hai VG