R u in Love?

Re: R u in Love?

ham ny dukh dard ko bola

Re: R u in Love?

to aap ne dukh dard ko kyu bola aap ko sharam nahi aayi haan wase aaye bih kase jab inshann main sharam hi nah rahe too sharam kaha se aaye gih

Re: R u in Love?

kanjoos ko kanjoos nahi tu kya makhi choose booloo

Re: R u in Love?

R u in love mein kanjoos kahan say aa gaya :meeno:

Re: R u in Love?

ye dard bech ma a tapki

Re: R u in Love?

maine aap ke saath koun si kanjoosi ki hai aur wase main tapki nahi aahi hoon acha

Re: R u in Love?

tum aik cig apni nahi ly sakti aur bari sha dil banti phirti ho

Re: R u in Love?

abhi tak tum donoun cigarette per he lerh rahay ho :sunnyboy:

Re: R u in Love?

pata nahi korn

Re: R u in Love?

maine kal hi paket kihrida tha lekin aada reh gaya hai lagta hai kal pihr khridna pare ga

Re: R u in Love?

yahan kya ho raha he :faizy:

Re: R u in Love?

acha kyun packet bhi do # tha kya :sunnyboy:

Re: R u in Love?

dard aur koen smoking kar rahi hain

Re: R u in Love?

tambakoo noshi say parhaiz keraen

tabeat zayada haraab hoto doctor say rajhu keraen

:chai:

Re: R u in Love?

:eek: wesay ye pyar mohabbat ki batain public main nhi krty :blush:

Re: R u in Love?

DR sara ko kisi ne bulaya

Re: R u in Love?

yaar daaktor ye log cigarette bandh he nahi ker rahay

:wink:

Re: R u in Love?

inko meray hospital lao wahan check up hoga

Re: R u in Love?

nahi hame DR sara ke pass nahi jahna jahne kya kare aur god knows ke digree asli hai jja naqli

wase DR sara aap ne aapni digree cheak kar wai hai nah 2 din pehle pakistan main digreea cheak hoo rahi tih lazmi bhaat hai ko woh sab log aap ke hospital main bih aaye hoo ge

Re: R u in Love?

love................................................................tobaaaaaaa