Qurbani ki KhaaL

Re: Qurbani ki KhaaL

Sms packages Zinda bad. Aur abhi Karachi ki awam taza satai hui hai. Ek aur joke forward hua hai.. Jis main ek bande khalen cheen ne wale ko peeche yeh keh kar baagh raha hota hai ‘Zalimon yeh khaal nahin, mera geela kambal hai’