Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
![]()
or shadi kay khanay mai * naswar chawal * or * naswari rooti * ![]()
wapsi par ghoora nahi milnay wala tu donkey par char kar jaie ga wapas ![]()
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
![]()
or shadi kay khanay mai * naswar chawal * or * naswari rooti * ![]()
wapsi par ghoora nahi milnay wala tu donkey par char kar jaie ga wapas ![]()
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
Asalam O Alaikum wr wbkt
Waysee apki sawal ka jawaab tu may baad may daita hu,Kia app ya batna pasand karin gai ki app kis kisam ki janwar hain,yaa pochna zarori hy taki dolati wahira sy bacha jay,mazeed app yai batayai ga ki app ny chara wahira tu ka liya ki nahi,aor app ya bi batyai ki app iak wafadar janwar hu ya ki nahi,
ya bi zaroor batai ki app pagaal hokar kata tu nahi karthi taki 14 tiko ka course Advance may mangwa kar raka jasaki waysee koch janwaar barai paleed bi hothi hain aor loog unka nam lina bi pasand nahi karthi
likaan hami umeed hain ki app woo nahi,koch janwar tu aysee hothi hain ki koi baat unki samaj may bilkul nahi athy aor woo iak baywakufana baat pay arai rihthai hain ,Albata app ki mutaliq ham ya Gustakhi kisee kar sakthain hain ki app ku kota kih dain, Umeed hay pihli app apni mutaliq batao gy ki app kis kisaam ki janwar hu gass katai hu ki gosht wahira , ya saab wazahat kar do taki app si ap ki samaj ki mutabiq baat ki jay , Umeed hay app naraz nahi hogy aor iak achai wafadar janwar honai ka saboot do gy ,
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
^^ beechara pathan
no wonder u r asking these sort of question . . . . . bus aik he jawab do ga , agar pathan kay ilawa insan howay tu zaror sumhaj lo gay , jo insan kay under janwar hota hai woh ho mai
wesay app ka mazak bardashat karnay kay kabil nahi magar phir bhi i really dont mind pathans
n yah welcome onboard , hope ull enjoy ur self here . .. . . ![]()
Re: Question to all Pathan'z in Da hOuse !!
Bashful khan .....well let me tell u one thing khan sahab that this is a place for fun n enjoyment we don't want to hurt anyone ...i am talking with u on behalf of my friend JANWAR.... he is a nice guy and i know him personally ...so don't take this thread seriously afterall i am also khan but i know that he don't want to hurt anyone
*Janwar *.... now plz be serious yaar ... buhat mazaq ho gaya
Re: Question to all Pathan'z in Da hOuse !!
Precious Khan . . . . . ok bOss , jo hukum app ka :p
Re: Question to all Pathan'z in Da hOuse !!
Asalam O Alaikum wr wbkt
Precious khan
Bayshak ya jagaa Gupshup ki hy, Likaan chunkai janwar sahib ny ya sawal apsay pm may nahi balaki iak open thread may eis site ki tamam pukhtuns/pathan sai kia hy aor bayshak jisa ki app nay kaha ki app unko janthi hy wo apka dost aor iak acha admi hy, likan zati toor par may ya samajtha hu ki hamari pass hansi muzaq ki aor bi kai muzo hain, agaar apka ya dost muzaq may apki tazlil ya ap py tanz aor apka tamaskhar urtha hy tu ya ap dono ki bahmi taloqaat par depand kartha hy,
Likaan may ya kabi bi nahi chahoan gaa ky mira koi sindi, panjabi ya baluch dost mirai Qoomiyaat ka eis andaz may tazlil kari ki jis say mari Qoom ky har farad ki dil azari hu.
may mazeed GS ki admin hazrat si ya Guzarish kartha hu ki wo thread khtaam kardi, hum loog apas may kisi bi topic pay baat karki na sirf iak dosri ki malmaat may azafa kar sakthi hain balki gupshp bi hosakthi hay
abb may iak baat mazid kihna chahta hu wo ya ki hamri pukhtun/pathan ki iak tarikh rahi hai, balki may ya kihna chatha hu ki tarikh eis baat ki Gowah hy kisee bi Qoum may eitny heros nahi jitny ki ham puktuns/pathan may Guzrai hain aor hain
Sultan shahab uddin Ghuri ko kan nahi jantha jisni na sirf hindostan fatah kiya baki baad may unhai ki Ghulamoo nay hindoustan py iak arasi tak hukumat ki
sultan jalal ud din kilji aor allow din khilji ki hukumat may pura hindostan(india,pak, bangladish) fatah howa. sikandar lodhi, Bihlol lodhi, ibrahim lodhi ku kon nahi jantha
Sheer shah suri nay na sirf ya ki babar ki baita hamyoon sy ibrahim lodhi ki shikast ka hisaab baraber kia balaki un ki door may hindostan ki tarikh may khushalli ka woo door aya jo eis ki baad ki moghal hukamraan bi yaad karthi rahi, ajj bi purai hindostan pakistan aor bangladish may sheer sha sorri ki bani howai sarko ka jaal bicha howa hai
mehmood ghaznvi khud asaalan turk thi likaan unki afwaaj pukhtuns Qabaial par mushtamil thi
Moghal sultanat ki Gen haibat khan naizi , aor Jang-e-azadi 1957 ki hero Gen bakhat khan ko kon nahi jantha.
khushall khan khattak jiski iak hath may moghal badshsh aurangzeeb alamghir ki khilaaf talwaar thi tu dosri hath may pukhtuns ku khwab-e-ghaflat say baidari ki lia kalam( ku kon nahi jantha)
Rihman baba joki iak azim derwaish shair thi unahi kona nahi jantha,
Ajab khan afridy ka nam saab nay sona hogaa,
**Ahmad shah abdali joki shah wali ullah ki iak khat pay hindustan ki musalamnoo ki madad ki lia athy hain aor hindustan ki marhuto ku pani path may shikast-e-fash daity hain unahi kon nahi jantha, **
Ghazi amaan ullah khan ny angraiz ki os hakumat ku shikast-e-fash dy jismay kabi suaraj ghuroob nahi hotha tha.jiski baad angraiz ny kabul fatah karni ka khowaab chor dia,
russia ku kis nay roka, yai koi aur nahi balkai ham pukhtuns hai thi.
angraiz hakumat ki khalf tahrik-e-azadi may Abdul ghafar khan ki kirdar si kisee inkar hy
Abdul Ghani khan ku kon nahi jantha
**yaa silsila bohaat tawail hotha jay gaa abb yahaan agaar may sab pukhtuns heros ki nam aor kam biyaan kro, ajj ki pakistan may kon Roshan khan, Jhanghir khan, toorsam khan sy wakif nahi, Imran khan ku tu bacha bacha jantha hai,shahid afriy ki tu bat hy kia , jansheer khan aor rihmat khan si kon wakif nahi, Dr Abdul Qadir khan ku kon nahi jantha jis nay pakistan ki difa ku naqabil-e-taskhair banaya,capt karnal sheerkhan nishan-e-haider ko kon nahi jantha **
**Moalana Mufti mehmmod, Abdul haq, sami ul haq, moalana fazali rihman, mehmood khan achkzai , abdul samad khan achkzai, Qazi hussain Ahmad (amir jumat-e-islami) kahn Abdul wali khan, Ayub khan , Ghulam ishaq khan, sartaj aziz , aor bi kai heros hain jinki tafsil may nahi jnana chahta **
Mai ya samajtha hu Allah pak ny Hamri Qoom ju izaat ies khata-e-araz(india, pakistan, bangladish)may dy hy woo kisee aor Qoom ki hisa may bilkul nahi ay, app bayshaak Ginwaa *dain*
Akhir mai Janwar sahib sai Gozarish plz app kise bi Qoom ki tazlil na karin, bayshak apni dost ku piyar bara pm karin aor app ka bohaat bohaat shukriya ki app ny myree koch karwai batain bardasht kar lee aor mujay Gs may Welcome kia.
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
Bashful Khan - - - - yaar lagta hai direct Quied-e-azam ke taqrer soun kar yaha aarahay ho
relax man
wesay percious khan is my friend . . . or agar mai pathano ko pasand nahi kar raha hota tu shayed koie pathan mera doost nahi hota . . . . . . . or raha sawal histry ka tu yaar sorry to say jaha achay log hotay hai waha buray bhi hotay hai . . . . appnay achay pahlo par rooshni daali , sorry to say zara dark side par rooshni dalay tu andaza ho jaie ga kay sab pathan aik jesay nahi hotay ![]()
khair mai detail mai nahi jana chata magar im sure app mari baat sumhaj gaie ho gay . . . or wesay bhai maray GS par cafe forum hai woh hansi mazak par bana hai . . . . kese kay dil dhookhanay ke jhaga nahi , agar app ko mari taraf say kuch bura laga ho tu im really sorry , magar mai tu serf buray pathano ke baat kar raha ho nah kay achay pathano ke ![]()
anywaz have a nice day n yah nice way u wrote :k:
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
janwer did you actually read all that ???
lol:blush:
Re: Question to all Pathan'z in Da hOuse !!
**Asalam o Alaikum wr wbkt **
**Mujay khushi hay ki app mayree baat samaj gy, rahai buri pathan ki baat tu eis ziman may araz hy Key Kon nahi jantha ki Muhammad sallalahu allaihi Wasallam Dunyaa Ki tamam Insano may Bihtareen Insaan hain, Abb khud Rasool Sallalahu allaihi wasallam ky aik irshaad ka mafhoom hy Joki wooh abu jahal ki barai may farmathi hain ki myree ayhad ka faroan ,,Hazrat Musaa Allay sallam ki faroan sy zaida sarkash tha, kiyooki jaab musaa ki zamani ka faroan dobnai lagaa thu os ny kaha ki may eyman lia musa aor haroon ki Raab py, Likaan jaab abu jahal ka sar katni laaga tu abu jahal nay kaha ki mira sar zara gardaan ki taraf sy nichi sy katna taka may munfarid nazar aaon. **
**myree bat karnay kaa maqsaad app jan gy hongy ki Muhammed sallala hu ally hai **
wa sallam jisa bihtareen insaan bi arab aor Qurish tha aor Abu jahal bi arab aor Qurish,
**yani achi aor buri loog har Qoom aor har watan may hothi hain. likaan may ya pir bi yahi kahoan gaa Allah Ny ham pukhtuns ku jo izat pak ao hind ki dosri iqwaam may dy hy kisee aor ku nahi dy. **
**achai logaon ka nam tu dunya yaad rakthi hai abb app ny tu hamari achi logaon ku kam az kam acha tu man lia,,,abb app ki Qoom may bi agaar koi acha admi Guzara hy **
tu app ku dawat daita hu app nam Ginwa dain , hami bohaat khushi hoge
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
Bhai app ke sab baatay phar le or MASHALLAH bohat acha liekha app nay ![]()
in the end mai itna tu nahi liekh sakta magar yah zaror liekho ga kay bhai im * syed * agay mujh ko or bolnay ke zarorat nahi hai
kay pathan zeeyada izat-dar hai yah syed ![]()
wesay cast say kuch nahi hota insan kay amal say sab kuch hota hai ![]()
have a nice day ![]()
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
***Mr janwar! ***
***First of all i would like to quote hazrat Allama iqabal ***
Sure, you are even Saiyyid, Mirza and Afghan also
You are all these, say whether you are Musalmans also?
Than i am pasting here a link for u ,so that u can able to Know more about pukhtun.
:biggthumb http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=200480
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
![]()
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
yusufzie - - - -wah bhai wah dil khoosh kar deya :k:
angel124 - - - kia howa tum ko , sir mai kyun khoojli ho rahe hai ? ? ? ?
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
Siyad, acCHA TU JANAB SIYAD JANWAR SHAH SAAB , MIRA IAK PAROSI
HY JINKA KIHNA HY KI WOOH KI UNHOO NY SUADI ARABIA MAY 8 SAAL GUZARI LIKAAN HIRAT ANGEEZ TOOR PAR UNAHI WAHAAN KOI SIYD NAZAR NAHI AYA,JAAB UNHOO NAY TAFtish ki tu patha chala
***ki siyd nam ki koi Qoom wahaan nahi. haan unhoo ny iak waqya biyaan ki wu kisee bi sardar chudri, wadayri ku siyad kihthai hain unhoo ny dilchasp baat ya batai jaab india ki wazir azam ny saudi arab ka doora kia tu wahaan zairay ablah may unhai siyad kaha giya. yani Siyad Pandit jawahir lal nihru.abb wahaan suadia may tu koi siyaad zaat hy he nahi ***
***patha nahi india,aor pakistan may ya kisee khud roo gass ki tarah kyoo ugg ayin hain jaab eis baat ki mazeed taftish ki tu patha chala kay kisee be faiki nai, fajo Qasai, ayree hayree aor natu khairi ku siyad bani may deer nahi laagthi bas pisa ani ki deer hy , dosri din app ***
***unkai ghar par unkai nam sy pihli siyad aor nam ki bad Ali shah daiko gy. bahir haal agaar ***
***app siyad hain aor hazrat hussain razi allah ya hazrat hassan razi allah ki ulaad may hain tu ***
Masha Allah
***bahir haal may eis baat pay bayshak app sy mutafik hu ki zaat sy koch nahi hotha balki ***
***asal chiz kam aor aamal ki hai. ***
may ny jin pakhtuns heros ki tafsil biyaan ki hy wu apni kaam ki waja say hamrai lia baeis fakhar hain,
mazeed apku batata chalu ki Muhammed sallahu ally hy wa sallam ki mardo may koi ulaad nahi thi,koch bachi thi jokai bachpan may hi wafaat pa gy
مَّا كَانَ مُحَمَّدٌ أَبَآ أَحَدٍ مّن رِّجَالِكُمْ وَلَـكِن رَّسُولَ اللَّهِ وَخَاتَمَ النَّبِيِّينَ وَكَانَ اللَّهُ بِكُلِّ شَىْءٍ عَلِيماً ]
(Muhammad is not the father of any of your men, but he is the Messenger of Allah and the last (end) of the Prophets. And Allah is Ever All-Aware of everything.) (33:40). http://www.tafsir.com/default.asp?sid=33&tid=41232
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
:closed:
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
kia howa bhai ![]()
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
kese nay kia khooob kaha hai . . . pathan aik QOOM nahi balkay aik Kayfeyat hai ![]()
Re: Question to all Pathan’z in Da hOuse !!
jawar
laagtha hy,kisee pathan ny tiree sat bohaat ziyati ki hy.
:rotfl: :rotfl: :rotfl: :rotfl: :rotfl: