zobia
16
shukeria 
ps. share he to ker rahi hoon..abb aik jagha likhana hota to book q na likh loon…
or maza bhi nahi ayea ga. q, sahi kia na? 
ps. we pakistani are shakal say he masoom…dekhna nahi zardari ki biwi k baad masoom shakal…logoon nay kaisa fata fut vote deya hain usay 