yar mujhay baithay bithaiey yeh khayal yooN aya kay aaj shaam ko begum nay mairee class li because Daisy ki nail clipping nahi hui buhat dinno say. And she probably scratched begums hand while playing
Begum said
“Iss kay nails clip karaiN iss ko pain hota hay jab yeh chalti hay” :
So I thought jab billie ko pain hota hay
tu chicks kaisay sara kaam karti hooN gi - baychari 