Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
:@:
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
:@:
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
u q akhiyan matkaayeeng? ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
Q_24. Glad we could entertain you. ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
Hum soch rahay hain ke asharfiyan baanti jaayen tohfatan ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
:@: i dont know.
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
![]()
TS, STA ki aankhen nikal ke kanchay khelne ka dil chah raha hay…hum hukum sadir kertay hain, STA ki aankhen nikali jaayen…![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
khabar dar, ankh hamary cherhray ka sab say haseen hissa hai. ham apni jan par khel kar isko bachain gain. ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
hahha…hamara sipahi bhaag gaya lagta hay verna ab tak aapki aankho ka kachoomar nikala ja chuka hota… ![]()
koi baat nahin…wo kal phir aayega…you tayyyar rahing ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
khe khe. ham kal tak apny jism ko lohay say dhanp lain gain. ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
TAKHLIYAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAA:aj:
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
^ LOL.
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
Ashrafiyan hi baantiye ga malika-e-aaliya.
Kahein rayvriyaan baantni naa shuroo kar dijiey gaa. ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
Malika-e-Tarannum ke ilaawa aap ko Malika-e-Zaraafat ka khitaab dainay ka bhi mann kar raha hai. ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
bed par rakha hoa hai takiya…us par so jaeyay malika-e-aaliya
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
zarday wali ashrafiyan? yum!
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
hahaha
na ni na ni poo poo.. ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
Queen: Takhliya keh keh khud takhlia ho gayee.. lol
TS: Malika-e-Zarafa. ..? kia in ki gardan itni lambi hai ![]()
JoelKhan: kuch asharfiyan humaray liyay bhi jama ki jayain.. yeh shehenshah-e-GS ka hukam hai.. :tali tali:
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
lol, main to soch rahi thee ke ye phullay hi bant dungi ![]()
![]()
Hamari ye tauheeeeeeeen…
hum naraz huay…chalo STA, poniyan baandh ke hamen naach ke dikhaao.. ![]()
you bhi mera mazak uraaing ![]()
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
Queen you deserve the title,
you are really gifted with beautiful voice.
Re: Queen_24 - Malka-e-Tarannum of GS
aw…thankyou UZ ![]()