Re: Quality of Cricket Commentators
I think Faisal likes the type of commentary that they used to do it for Hockey and Umer Sharif did a pretty good parody of it in one of his shows.
"Aur gain ab Samiullah kay paas..Samiullah say Kaleemullah...aur ab waapis Samiullah....chota saa paas kaleemullah..Samiullah....wapis Kaleemullah...aur Samiullah nay gaind jaib may daal lee aur rikshay may baith ker maidaan say baaher...muaaf kijiyaygaa naazreen....gaind Kaleemullah kay paas..oye meri patloon chorro...gaind laiker aagay barrhay..meri patloon chorro.....aur yay goal hotay hotay reh gaya"