QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Lovely, thanks for sharing fara …:k:

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Apki contributions kay agay yeh hamari aik adna si koshish hay...

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Aisa nahe kehtay, mein kahaan is kaabil …
Mashallah, ap ki selection hamesha se kaabil-e-tareef thehri … :k:

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

"qistoN" se mujeh "Bakraa qistoN pe" yaad aa gayaa :)

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Shukran :)

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

KKF gosht-khoar insaan... abhi abhi ayee thee baqra-eid... abb aglay saal laina qistooN pay bakra

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee


hahaha...baqra eid pe meraa peT pahel din hii Kharaab ho gayaa thaa is liye pooraa bakraa enjoy nahiiN kar sakaa...ab to qistoN meN chaahiey :D

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Thora khana tha, aur apna pait samagh ker khana tha... poor bakra :(

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

@ Nabigh: Yeh tu lagta hay ga bhee QistooN main rahay hain...

Aur aap bhee qistooN main zinda hotay hain...

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

**waah janaab, waah! lutf aa gayaa…asl mushaa’ira kaa mazaa aise hii aataa hai.

Khumar saaHab un chand shaa’iroN meN se the jinhoN ne tarannum se kalaam paRhne kaa rivaayatii andaaz thaa. is tarz e tarannum kii daaGh bel Jigar Muradabadii ne Daali thii. uske ba’d Shamim Jairajpuri aur deegar sho’araa ne aisa andaaz apnaayaa…i love traditional recitation of Ghazals. :)**

Re: QistooN MaiN Khudkushi Ka Maza Humsay Poochiyee

Very nice :cheer: