Qisa mery hawai Safar ka

Hwai safar se hawa main awaz ky safar:D
Quraan main jahan Waldain ki khidmat ka zikar hai larky ya larki ki takhsees nahi ky larki khidmat na kery. Han SUSRAL walon ki khidmat ka zikar kahin nahi. Woh khyr sy ahadees ghar lin gain later on muashry main mazhab ko aik tool ky tor per istymal kerny ky liy.
Galian Mard kion daity hain? Or jab is cheez ko point out kiya jaay tu ye kion kaha jata hy ky in baton ka zikar tak na kero?
Bury ko bura n akahu woh achy ku bura keh raha/rahi hy tu bas man jao tum bury hi hu:confused:

**Not all but most aisa hi hu raha hy gharon main bivi ko galion se nawaza jata hy or muashry main os ko point out kerny waly ko vulgar kaha jata hy:smokin2:
**