Re: qaiNchii [scissors] Biycle chalaanaa…what can you tell us about it?
haN kiuN nahiiN, kaaGhaz ke jahaaz uRaa letii hoNgii…kamre ke ek kone se duusre kone tak…around the world [oops, room!] ![]()
ek baar, maiN jab ham plane meN daaKhil ho rahe the to dekhaa k pilot ek aurat hai…jahaaz chhoTaa saa thaa [nannhaa munnaa saa, 9 seater] to saare passengers ek duusre ko dekh kar ishaaroN hii ishaaroN meN kah rahe the k. “aaKhirii du’aa paRh leN!” ![]()
vaise, achchhii pilot thii…saath Khairiyat ke utaar diyaa! ![]()