qaiNchii [scissors] Biycle chalaanaa...what can you tell us about it?

Re: qaiNchii [scissors] Biycle chalaanaa…what can you tell us about it?

larkiyan plane ura skti hain to qainchi bicycle nhi chala skti hongi kya :smiley: woh to mera dheyaan kuch wheeling ki taraf tha to main yeh seekh nhi ski :omg: