Re: QA with Barhi Bee
theek se to pata nahi per amman kehti hain jub gaon main "rafiq ki hatti" khuli thi nan tub duniya main tashreef ka tokra laee thi :)
hmm ... acha yeh bataa dain kay aap jab pehli dafa iss dunia main tashreef lai theen, to uss waqt aap ki umar kia thi ? :s
Re: QA with Barhi Bee
hmm ... acha yeh bataa dain kay aap jab pehli dafa iss dunia main tashreef lai theen, to uss waqt aap ki umar kia thi ? :s
pehli baar.....Alhamdulillah bache pehli aur akhri baar hi aye hoon:)
jawab to main baad main daiti hoon pehel app yeh batain app duniya main kitny dafa tashreef ka tokra lay hain?:D
Re: QA with Barhi Bee
pehli baar.....Alhamdulillah bache pehli aur akhri baar hi aye hoon:)
jawab to main baad main daiti hoon pehel app yeh batain app duniya main kitny dafa tashreef ka tokra lay hain?:D
koi mujhay kuch batata hi nai seedha seedha :-(
kuch poocho to ulta mujh say hi sawaal shuroo kar daitay hain :-p
kitni dafa bolay to abhi apun sirf aikich baar ailaa hay ... :-p ...
waisay shukar hay kay ham Muslims hain, warna beecharay Hindoos ko to 7, 7 times aana parhta hay ... suna yehi hay :-DD
kitni thakan hojati hogi na, aur phir har dafa different role, kabhi to wo hanoo maan ( bandar) bhi ban jaatay hain :s ...