Re: QA with Barhi Bee
kia karoon BB bass guroor hi to nahi karta na main, kitti dafa log kehtay bhi hain k ‘aap’ ittay samajhdaar hain, lekin phir bhi guroor nai kartay, to bass main yehi kehta hoon kay guroor karna samjhdaari ki baat nai hay ![]()
Good to know about you, well am good too, Allah ka shukar hay, duaooN ki zaroorat rehti hay, … and …
kahan gayab hoon… hmm … gayab honay ki kafi koshish ki, lekin kuch dost wapis ghaseet hi latay hain, dil nai karta dostON ko chornay ka sachi… ![]()