Pyar Vs. Nafrat

Re: Pyar Vs. Nafrat

stOp PlAyIn GaMeS wiD mA hEarT :teary2:

Ghar ka darwaaza khula rakha hai
Fursat Milay To Zehmat Karna :frowning:

Re: Pyar Vs. Nafrat

najaanay kyoun TASSAVUR tum khula rakhtay ho darwaaza
bhala ab kon aey ga, bhala ab kis ko aana hai

Re: Pyar Vs. Nafrat

Kuch tu he meray karb ka mafhoom samajh lay
hansta hua chehra tu zamanay k liay hay

Re: Pyar Vs. Nafrat

oh guys it was saans.............not haans

Re: Pyar Vs. Nafrat

:k:

Re: Pyar Vs. Nafrat

:lahol:

Re: Pyar Vs. Nafrat

Mein uss ka doost hon woh aitraf karta tha
Magar woh batain bhi meray khilaaf karta tha


Re: Pyar Vs. Nafrat

Dost ban kar bhi nahi sath nibhaanay wala
wohi andaaz hai zaalim ka zamanay wala
kya kahoon kitnay maraasim thay hamaray us se
wo jo ek shaks hai munh pher k jaanay wala

Re: Pyar Vs. Nafrat

Na soochna ussay apnay khilaaf karnay ka
zamana adee nahin hai maaf karnay ka
Ye bajaa apnay khayalat mukhtalif hain magar
Yee waqt nahin ikhtalaf karnay ka

Re: Pyar Vs. Nafrat

hum ko mita sakay ye zamanay mein damm nahi
hum se zamana khud hai, zamanay se hum nahi

Re: Pyar Vs. Nafrat

Kitaboun Ki Daleel doun Ya dil Ko Samnay Rakkhoun.
Wo Mujh Say Pochta Hay Muhabbat Kis Ko Kehtey Hain

Re: Pyar Vs. Nafrat

Hazaron dukh parain sahna mohabat mar nahin saktee
Hai tum say bus ye he kahna mohabat mar nahin saktee

Re: Pyar Vs. Nafrat

nice soniaa
Ye Husn,Ye Aada,Ye Nazakat ,Ye Bankpan,
Sub Khoobiyan Hayn Tujh Main Mager beywfa Hay Tu.............

Re: Pyar Vs. Nafrat

COMING BACK 2 THE TOPIC:

Har ek muskuraahat muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise
In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti

Re: Pyar Vs. Nafrat

Nigahain boltee hain bay-tahasha
Mohabat pagloon kee guftagu hai

Re: Pyar Vs. Nafrat

mein kehta hon is dil ko dil mein basa lo
wo kehtay hein hum se nigaahein mila lo

nigaahon ko maloom kya dil ki haalat
nigaahon nigaahon mein kya baat hogi.

Re: Pyar Vs. Nafrat

:naraz:

Re: Pyar Vs. Nafrat

what?

Sochi piya
tay banda gia :smiley:

Re: Pyar Vs. Nafrat

mohabaton mein aisay bhi haal hotay hain
Khafa hon jin say un he k khayal hotay hain
Ekk tu he saabab tu nahin udasee kaa...
tarhan tarhan kay dil ko malal hotay hain

Re: Pyar Vs. Nafrat

aey dil tu unhein dekh k kuch aesay tarapna
aa jaey hansi unko, bethay hein khafa se