Re: pyar main
her phool ki ajab kahani hai chup rehna bhi pyar ki nishani hai kahin koi zakham nahi phir bhi kyun dard ka ehsaas hai lagta hai dil ka ek tukra aaj bhi tere paas hai
vadoon main hum rahen yeh ehsaas rakhna nazroon se door sahi dil ke paas rakhna hum yeh nahi kehte ke saath raho door sehi per humain yaad rakhna
tumse doori ka ehsaas saatane laga tere saath guzara her lamha yaad aney laga jub bhi tuj ko bulane ki koshish ki tu dil ke aur bhi kareeb aney laga
Bohat khoob :)