Pyaaz Kaat Ke.....

Re: Pyaaz Kaat Ke…

:femmefatale: lgta he tm aaliya ka wait ker rhy ho???:hmmm:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

mein wait nahi kr raha pyaaz kaat ke :barbie:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

:cheer: aaliyaaaaaaaaaaaa kahan ho :cheer: lkk wait ker raha he pyaz kat k aa jao

Re: Pyaaz Kaat Ke…

Oye chup! puray muhally waloon ko tang kiya howa hay pyaaz kat ke :smilestar:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

heheheh tang aa gey na…sach yad aya us din ap aye hi nhi mainy poochna tha k sapnay achay aye thy ak k…kya dekha sapno mein zara tell me

Re: Pyaaz Kaat Ke…

Imagen
itne pyazz

waqt thora hai pas mere,
par bahut kuch karna abhi baki hai,… Pyaaz kaat ke :slight_smile:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

SJ tum ko dekha tha pyaaz kar rahi thi

Clad! Yeah larkiyon ko koi or kaam hi nahi hay siway pyaz ke :smiley:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

achaaaaaaaaa…lkk buri bat

Re: Pyaaz Kaat Ke…

itnay aansu kahan say laain ham :teary3: pyaaz kaat kay

Re: Pyaaz Kaat Ke…

^ don’t worry clad sara hy na :smiley:

SJ! konsi buri baat pyaaz kat ke :5:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

sara kay aansuon ka main kia karunga bhai !!!

Re: Pyaaz Kaat Ke…

khawb dekhna hi buri bat he…meray

Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo
Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta… pyaaz kaat ke

Re: Pyaaz Kaat Ke…

^clad! cloths wash karny ke kaam ayga

SJ! pehlay to khud hi kaha ke khawaab deko :barbie:

BM! woh kiya boltain hain haan lagy raho munnah bhai :lifey:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

:smack:

Re: Pyaaz Kaat Ke…

Try, Try And Keep Trying Till It Falls … law of gravity and pyaaz kaat ka :slight_smile:

SARA !!

LK nay mashwara dia hai tumharay aansuon say main kapray dhoun !!!

tum kia surf excell khate ho ???

Re: Pyaaz Kaat Ke…

oyeeeeeee lkk ko choro us k ansoon wheel ka akm krty hein

Re: Pyaaz Kaat Ke…

US ko manay nahe pakra wa ask him

but why dont you try Fairy liquid for some time then we can use u as kapray and bartan dono dhonay kay !!!