Pyaar..

Nice Choice Aryaan Jee ...

Bohot Khoob:)

Vivacious & Nayab ji... Bohat shukriya :)

Haathon mein tere tha jo khilona sa ek shakhs
ek roz gir ke toot gaya rakh-rakhaao mein...

Re: Pyaar..

**
Manzar guzar gaye, par zakhm abhi baaQi they
Teri yaadein unn zakhmon ko nasoor banati chali gayin
Gham teri judaai ka kuch iss tarha dhota gaya
Keh sisikiyaan bhar bhar ke saari raat main rota gaya**

Re: Pyaar..

beautiful collection Aryaan G

Re: Pyaar..

Thanx a lot Dil Dhoondta:flower2:

Re: Pyaar..

Mere baad kidhar jayegi tanhaai
Main jo maraa, tau marr jayegi tanhaai

Re: Pyaar..

Khud ko chuntey huwe din saara nikal jata hai
Phir hawa shaam ki chalti hai, bikKhar jata hoon

Re: Pyaar..

Sheesha gira agar zameen pe aaj
Tau uske bhi ann-ginat tukrey honge
Jorna chaho tau jor lo uss ko
Par daraaron ke beech faasle tau honge