Re: Punjabi Dagga
pata nahein hum to bus aam khanay sey gharz rakhtey hain waisey 12 bajay sub so jatay hein to koi tang nahin karta hay aa ker :cobra:
lekin saima jaisi koi aor abhi tuk nahin ai hey bus is punjabi daggay nay saima and musarat shaheen key yaad taza kar di hey
samjh nahin aa rahi hey keh yeh dagga words koun use karta hey ?