Re: Punjab leads the Pack …
nahi nahi Bhai it’s sparco.. national company hai and kafi unche level pe kaam kerte hein ye log… main koshish karunga pics share karun yahan ke power projects ki ![]()
ohhh wahan itni hai ?? ![]()
yahan to 4 se 6 ghante reh gai hai… khair Lahore to kafi bara hai ab kis kis ko bijli dein ![]()
lekin I hope for a better tomorrow INSHALLAH…
*Pevasta Reh Shajar Se
Umeed-e-Bahaar Rakh*