PTI will clean sweep in Election 2013

Re: PTI will clean sweep in Election 2013

jee bhai sb :slight_smile: Actualy main nah to Blind follower hoon Jiyaaloon key tarah aur nah he Blind Worshipper hoon TUQ aur IK kay pujareon key tarah aur nah NS kay josheeloon key tarah, main kissi bhi politician key achi baat ko appreciate karta hoon aur buray kaam ko criticize. Idhar BF and BW ko kissi ka acha kaam bhi achay naheen lagtay haain iss liye unn ko aayana dikhata hoon.
Jaisay agar aik aadmai muhallay main kachi galli jahan barish main loog phisal phisal kar gir jatay thay, ko pakki kar wa day tou kuch iss qisam key rain milain gaiy

  1. MashaAllah jee buhat acha kaam kia, namazeon ko asaaai rahay gi, kapray ganday naheen hoon gay
  2. Kuch loog yaani Blind Followers aur Blind Worshipers key tarah kahain gaiay kah khak acha kaam kia hay :aj: dikhawa hay :barbie: agar iss kay bajay school main day daita ya madarsay main day daiata. aur waisay bhi iss nay kia Ehsan kia hay yah to Allah ka paisa hay iss kay paas

tou janaba main dosri qisam key Blind followers main say naheen hon jinn ko dosroon key achayaan bhai burayaan nazar aati hain.

maira tauluq uss party say hay kah uss ka naam loon tou logoon ko munh say kuff bahnay lagay ga :wink:
Filhaal mairi post ko like karin :hehe: