Re: Problem_girl…
internet ka poocho. larki kee ghalti nahi ![]()
Re: Problem_girl…
internet ka poocho. larki kee ghalti nahi ![]()
Re: Problem_girl…
apnay baaltiyon ka naam tow zara batana ![]()
Re: Problem_girl...
[QUOTE]
Magar tezi main bolna hai...
[/QUOTE]
lajwab > wohe to keh rahee hoon taize say bolo to mooon say sirf SSSSSSSSSs ki awaz nikalte hay
app nay yeh zaban kahan say seekhe hay indian movies say ?
Re: Problem_girl…
Kiya tumharay saamnay ke daant tootay huay hain jo sirf SSSS SSSS ki awaz nikal rahi hai? ![]()
Pata nahin…Khud bakhud yeh zubaan aa gayee…
Re: Problem_girl…
![]()
abhi tek naraaz legtey hoo bizzu ye loo ![]()
Re: Problem_girl…
aap say seekha hay.
Abb un-naraz kaisay hotay hein? ![]()
Re: Problem_girl...
[QUOTE]
Dimagh kahan hai larki?
[/QUOTE]
lajwab > damgh under construc..errrrrrrrrrrrrrrrrrr nahi woh to constructed hay lolzz maini app ki post say pehlay reply kia tha send dair say hoa
bizz> pehan lain dupata ko nahi dekh raha ..Balti mil jaye gee kitna faida ho ga app ko
chair rahay hain per jo itna hans rahay hain lagta hay koi porana qissa app ko yad agya hay apna
**
[QUOTE]
yes good idea. phir bizz na naam bhi GUL bedan rekh dey gay
[/QUOTE]
baltiwala > abhi dupata pehnay per biz razi nahi app gul badean ki shart bhi laga rahay hain**
Re: Problem_girl...
bizz> pehan lain dupata ko nahi dekh raha ..Balti mil jaye gee kitna faida ho ga app ko
chair rahay hain per jo itna hans rahay hain lagta hay koi porana qissa app ko yad agya hay apna
LoL @ dimagh under const... :p
Baalti ko zangg lagg giyaa hay naa :(
koi faeyda nahi.
Mujhay aapki Sisskiiyon per hansee aa rahi hey :D
Re: Problem_girl...
[quote]
Kiya tumharay saamnay ke daant tootay huay hain jo sirf SSSS SSSS ki awaz nikal rahi hai?
Pata nahin...Khud bakhud yeh zubaan aa gayee...
[/quote]
lajwaab > nahi daant nahi tootay lafz hee aisa hay saray haroof nermee say ada honay walay hain to zaban dantoon kay beech main ate hay to seeteee hee nikalte hay ..
kahir app ko jin baba nay khawab maia kar yeh zuban sikhye un ko mera nam batana kay mujhay bhi sikha dain
Re: Problem_girl...
[QUOTE]
Mujhay aapki Sisskiiyon per hansee aa rahi hey
[/QUOTE]
siskiyan nahi Seetiyan nikal rahe hay ..or mere room ki winodw paroos ki window kay samnay hay bayshak woh samjhain main un ko seetiyan mar rahe hoon lolzz
Re: Problem_girl…
Acha acha…Totlee ho…Koi baat nahin…To Samassiya ko Thamathiya bol do…Main samajh jaaun ga…
Aur un baba ka naam hai Faqeer Heer Maleer Paneerwalay…Un ko bolta hoon…Woh zuroor ayen gay…
Re: Problem_girl…
itni raat ko seeteyon say parhez karen.
I am out ![]()
Re: Problem_girl...
PG underconstruction
baaqi sab log under destruction
Re: Problem_girl...
[QUOTE]
Acha acha...Totlee ho...Koi baat nahin...To Samassiya ko Thamathiya bol do...Main samajh jaaun ga...
Aur un baba ka naam hai Faqeer Heer Maleer Paneerwalay...Un ko bolta hoon...Woh zuroor ayen gay...
[/QUOTE]
lajwaab
jee nahi im not totlee .. itna oi zaror nahi hay yeh bolna ..
yeh baba kay jo nam bataye hai yeh ik shaks hay ya 3 4 ?
[QUOTE]
itni raat ko seeteyon say parhez karen
[/QUOTE]
bizz> yanee din main marnay mufeed hay ?
[QUOTE]
PG underconstruction
baaqi sab log under destruction
[/QUOTE]
bb> khan ghaib ho ..shadi wadi to nahi kerwalee chupkay chupkay ?
Re: Problem_girl…
Mujhay kia maaloom kai PG totlee hai ya nahin…Samassiya kehnay main sirf totlon ki seeti nakalti hai…
Re: Problem_girl...
[QUOTE]
Mujhay kia maaloom kai PG totlee hai ya nahin...Samassiya kehnay main sirf totlon ki seeti nakalti hai
[/QUOTE]
to ab banfs-e-nafees ..pg sahiba khud app ko mutaalla ker rahe hain kay woh hergiz totlee nahi .hain ..bulkay shoola bayaN hain s ley mazeed kisi gustakhee kay murtakab ho ker apnay app ko mushkilat say do chaar na kerain
Re: Problem_girl...
Kia baat hain PG, aaj hi saari URDU kherch ker dey gi to kel kia karey gi aap:D
Re: Problem_girl...
^ urdu main khudkafeel hain koi preshanee nahi
Re: Problem_girl…
Wah wah! Jis purtakallum, jumla nafees aur farawani-e-bayan se say aap mere saath humatangosh hui hain, main aap ko certificate deta hoon ke aap waqi main totlee nahin…![]()
Re: Problem_girl...
khudkafeel, khubsoret, naiksirat itni sari qualities naam phir bhi Problem _girl
PG baat halek main utterti nahi