Problem Girl!

Re: Problem Girl!

:hoonh:
khawabon ko koi aanay se rok sakta hai to mujhay bhi bataieye… take’h main bhi ainda na aanay doon aisay aisay khwab

Re: Problem Girl!

Is baat ka matlab yeh tha ke kaheen kisi aur guppy ki taraf se ishara to nahin tha ke tumhain reach karna hai.. help needed.

Re: Problem Girl!

me no good today :-(
me no reply today :-(
me go go go today :-(

Re: Problem Girl!

james_bhaand> yane mujhay khuab main dekhnay main HAW HAYEEE ki kia bat hay ?

[QUOTE]
Is baat ka matlab yeh tha ke kaheen kisi aur guppy ki taraf se ishara to nahin tha ke tumhain reach karna hai.. help needed.
[/QUOTE]

sadaf
ker lo gal i think koi bhi itna bewakoof nahi hay yahan app bhi na basssssss

Dadaaa abbaaaaa

wat happend ? app ki Mujj to nahi gawach gayee?

Re: Problem Girl!

Allah Kissi “problem girl” ko khwaab maiN bhee naa dikhaaYe .. Aameen :halo:

Re: Problem Girl!

^

bus yehe hamra roob-e-husan hay kay khaub main dekhnay say bhi log dertay hain

Re: Problem Girl!

Pg,
nai yar... bas mood nai hay aaj :-s
mujh to paas hi baithi hay,
apni bari bari kajol wali aankhon say mujhay daikh rahi hain :$
lekin meri bakri kaheen faraar hogai hay :s

Re: Problem Girl!

aur un logoN main bil-batori bhi shamil hay na ? :-(

Re: Problem Girl!

[QUOTE]
lekin meri bakri kaheen faraar hogai hay :
[/QUOTE]

app nay bakri ki shadi bakray say kion na kara dee to aj woh yoon gher say na bhagtee u sultan rahee walay villon

[QUOTE]

aur un logoN main bil-batori bhi shamil hay na

[/QUOTE]

bin _batoree ka yahan kia zikker yahan to HUssan ki bat ho rahe hay

Re: Problem Girl!

Arrey uss bakray ka baap nai maana tha :s kafi koshish ki thi bakray ki maaN ko patanay ki, lekin... khair... jo hona tha hogaya... Allah khush rakhay bakri ko, :-)

Kahan hay Hussan? mujhay dikhai q nai daita ? :s

Re: Problem Girl!

Jo Bakri na maara hai bakraY ko seeng
tau bhae! bakraa bhee maaraY ka bakri ko seeng :devil:

Re: Problem Girl!

W-11 wali shairi :wink:
yani bakra jo karaiga wohi bakri bhi karigi ? :s

Re: Problem Girl!

:smack:

Re: Problem Girl!

kuch chakar hai bawa..!! :p

Re: Problem Girl!

night mare on elm street

:rotfl: