salman-khana,yay lo ake or design,haan tou tum kah rahay thay k mujhay job dou gay,baitay main bohut hi mahngidesigner hooN,ulta tumhay mujhay hi na rakhna per jaey
waisay shuker hay tum nay pic bhaiji nahi werna wou hasher karti k apni shakal na pahchanatay:-D
moonstar201…apka kia kheayl hay,wou mairi pasand k kapray pahun laitay houn gay ,aisa bilkul bhi nahi,her roz subha school jatay waqt hungama houta hay k yay kapray nahi pahnna tou wou nahi pahnna,
lakin muna main tou neem hakim hoo:-Dachaa chalou yay lo ake or design or khan sahb shalwar qameez wali hazir hay…larki pakistani lo baba tumhari fermayesh poori ker dee
, aur aisee cheezon main NA ghaseeta karain .. khud to DC bhag gaye hain, peechay say mujhay pump up karkay ke oye kuch karo .. chotay bhai ho kar ye bhee nahin kar saktay aur wo bhee nahin and etc etc..
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”

.. char din GINN kar gshup say ghaib kiya hua kuch chakkaron main phansa hua ke idhar ka aaway ka aawa hi bigar giya hay .. PMs par PMs chalay aa rahay hain ke aap THEEK to hain confused sahab ? pooray TEEN ghantay say nahin dikhay .
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
dekhain PLEASE .. aap ghaas main chingaari maar kar nikal jaatay hain, aur phir shaamat meri aati hay .. har EK jootay/smash icon par mera ek baal mazeed kamm ho jata hay … adeel-17 aur ammar gawaah hain iss baat kay ke main kitni tezi say ganjaa huaa hoon